Sunaa Ha Chand Nikley Gaa
Sunaa Ha EID B Hogi
Humein To Aasman Par Door Tak
Kuch Bhi Nahi Dikhta
Kahan Woh Chand Nikley Gaa
K Jiss K Waastey Hum Ney
Kabi Palkein Nahi Jhhapki
Woh Jiss Ka Rastaa Taktey
Ha Guzri Zindgi Apni
Nahii Kch B Khabbar K Woh
Nikley Ga Toh Kb Aakhir
Humaari Muntazir Aankhon Ko
Uss Ki Deed Kb Hogi
Abi Pucho Nahi Hum Sey
Hamaari EID Kab Hogi.
No comments:
Post a Comment