Ksi Ney Aankh Bi Kholii To Soney Ki Naggri Mein
Ksi Ko Ghr Bananye Mein Zamaaney Beet Jatey Hn
Kabi Kaali Seyaah Ratein Hamein Pall Pall Ki Lagti Hn
Kabi Soorajj Ko Aney Mein Zamaaney Beet Jatey Hn
Kabi Kholaa Ghar Ka Darwaza To Saamney Thi Manzil
Kabi Manzill Ko Paney Mein Zamaney Beet Jatey Hn
Muqadarr Azamaney Mein Zamaney Beet Jatey Hn
Muraden Dil Ki Paney Mein Zamaney Beet Jatey Hn...
No comments:
Post a Comment