Thursday

Kabhi un kay milan ki Aasha ney ek jot jaga di thi mann mein.

Kabhi un kay milan ki Aasha ney ek jot jaga di thi mann mein.
Ab mann ka ujaala suno laya, Phir shaam hai mann k aangan ki,

Jo ghulta hai aansoo dhaltey hain har neer mein deep sey jaltey hain,
Ab barkhaa sey gee ki aag bhujey, yeh to orr bhi barrhkey saawan,

Chalo INSHA kay paas chalen, sunein geet manohar prem bharey.
Jinhen sun len to man ko masoos marein sabhi kopiyaa'n kokal k bin,

Yeh cchheil cchhabeela kon phirey is manthraa ki nagri me seekho,
sabhi batein keh apne shaiyaam mein thin, ab dekh lo us man mohan,

Kabhi meer faqeer ki batiyon sey, Ghazlon se INSHA Sahib ki,
In barrah ki Be-kal raaton mein, hum jot jagatey hain mann mein,

No comments:

Post a Comment